Freehand ek two dimension vector graphic designing application hai, Jo desktop publishing or website k liye content create karny k liye use hota hai, Start me is ko Macromedia ne design kya tha or ab is application ko adobe ne purchase kar liya, Ab freehand Corel draw k bad sb se zyada use hony wali application hai.
Freehand me designer apni marzi k graphic create karny k liye free hota hai, bas us ka apna mind clear hona chahye k wo kya create karna chahta hai. Ye video coarse freehand k basic se advance tools ki guidelines to provide karta hai, but professional level tk access k liye aap ko bohut si practice ki zaroorat hai.

No comments:
Post a Comment